Mohit Chauhan – Duur Lyrics In English (Translation)
Meaning: The song lyrics express a journey of self-discovery and exploration. The singer reflects on the beauty of life and the challenges faced along the way. There’s a desire to break free and soar to new heights, both physically and emotionally. The mention of distant travels and the metaphorical caravan symbolize the ongoing adventure, with a hope to leave a lasting impact. The moonlit valleys speak of stories, some familiar, and some belonging to strangers. Overall, the song captures the essence of seeking one’s own path, facing obstacles, and embracing the unpredictable nature of life.
Duur Lyrics English Translation
Hmm Hmm Hmm…
Ya Hasin Jahan Dil
(Hmm Hmm Hmm..)
Mere Dil Pe Jo Likha Hai
Kaandhe Pe Jo Jhuka Hai
Tera Hasin Jahan Woh
Aur Uncha Aasmaan
Kahin Rasta Chal Raha Hai
Kahin Thak Ke Tham Gaya Hai
Barfon Ke Saaye Mein
Yahin Ab Main Bhi Kho Gaya
Mile Kabhi Duur Door Se
Parvaaz Le Kar Sadiya Mile
Mile Kabhi Duur Door Se
Parvaaz Le Kar Sadiya Mile
Yeh Tera Karwaan Hai
Basna Yeh Chahta Hai
Kafilo Mein Tere Mere
Mil Gaye Nishaan
Humnava Milte Rahe
Apne Safar Mein
Hamko Asar Ki Baat Batane
Chandni Vadiya Hai Kehti Kahaniya
Apne Nahi Hai Ye Kisse Begane
Dur Dur Se
Parvato Ke Piche
Nikala Hain Noor
Ke Door Jaana Hai Duur
Parvaaz Le Chal Kahin Duur
(Ho Ho Ho..)
Mere Dil Pe Jo Likha Hai
Kaandhe Pe Jo Jhuka Hai
Tera Hasin Jahan Woh
Aur Uncha Aasmaan
Hmm Hmm La La..
Ho Ho Ho Hmm Hmm..
Duur Song Credits:
Song | Duur |
---|---|
Artist | Baatarjav Erdenetsogt, Mohit Chauhan |
Lyricist | Prarthana Gahilote |
Musician | Nakul Abhyankar |
Cast | Baatarjav Erdenetsogt, Mohit Chauhan |
Director | Parasher Baruah |
Label | Mohit Chauhan |